-
- AnonymousApril 4, 2014 at 2:00 AMAsalam AlaikumReplyDelete
aik aur request hai umeed hai jald hi poori ho jaye gi aik story thi jis ka name tu mujhe yad nahi na hi writer ka name yad hai story yun thi k heroine ka name Arjumand hota hy sab pyar se usay jeena bulate hain jeena k 3 bhai hotay hain bare walay ka name shaid haider hota hai aur middle waly ka name ali ...ali army mein hota hai ...jeena ki engagement us k taya k bete se ho chuki hoti hai story puri jeena ki shadi pe based thi story k start hadiqa k song "mehndi rache gi tere hath" se hota hai plz agar kisi ko is novel ka name pta hai tu bta dein -
- AnonymousApril 5, 2014 at 4:12 AMsalam aik aur request karni hai 2 bhaion ki story thi barey bhai ka name ahmar aur chotey ka name arham hota hai story mujhe sahi se yad nahi bus starting yad hai k arham ghar ata hai bahot gusey main aur apni bhabi se kehta hai k bahot ho gaya app bhai se kahein k meri pocket money barhain kyun k raste mein aik faqeer arham se bheeq mangta hai tu arham k pass usay dene k liye sirf 2 rp hotey hain wo dene lagta hai tu faqeer kehta hai rehne do bhai is ki zaroorat mujh se ziada tmain hai plz is ka name bta deinReplyDelete
- AnonymousApril 5, 2014 at 3:43 PMik novel hy jis mai hero khudgharz hota hy start main us novel main larki ka name zara hota hy, wo hero k office mai kam karti hy nd ahista un ki understanding ban jati hy, hero ka bhanja hota hy us ka name fahad hota hy hero apnay bhai zulkarnain ki nd us ki biwi ki talaq kara deta hy kyn k wo fahad ko marti hy..zara ko pata chalat hy to hero k bhai se shahdi k liay tayar hojati hy sirf fahad k liay jab hero ko pata chalta hy to misunderstanding creat karnay ki kosish karta hy kindly is novel ka name bata dainReplyDelete
- Mujhe do novels ki talash hai jo middle east me base pakistani famlies ki haiReplyDelete
ek kahani me heroin dubai mein apne taya tayi ke sath rehti hai aur us ka mangetar use hero se shadi karne ke liye majboor karta hai.hero ek amir zada hai.heroin shadi ke dab hero se pyar karne lagti hai
dusri kahani me herion ke walid use sauteli ma aur manuo se bachabe saudi arabiya apne family ke paas bhejte hai. - AnonymousApril 6, 2014 at 3:48 AMnabeela abar raja ka konsa novel ha jis mae hero kidnap ho jata ha..ReplyDelete
- AnonymousApril 6, 2014 at 6:43 AMAOA.....mujhy 1 novel chie jis main herione ki awaz kuch mardana hoti hai jis ki waja sai uska czn usai shaadi nahi karta balka apny dost sai karwadaita hai hero ki bhabi achi nahi hoti to uski maa uski shaadi herione karwadati hai ....yai shua ya khawateen main aya tha.....ReplyDelete
- AnonymousApril 6, 2014 at 12:02 PMSalaam atish bhai novel humne hare name Mani by Anila kiran ka link de day hudaReplyDelete
- AnonymousApril 6, 2014 at 1:52 PMmujeh puchna tha k online reading mien her novel kuch pages open nhi horahe woh kese hon geReplyDelete
-
- AnonymousApril 7, 2014 at 5:14 AMSalamReplyDelete
aik story thi jis mein hero ka name asad hota hai aur wo 4 behnon ka aklota bhai hota hai larki ka name yad nahi larki hero k dost ki behn hoti hai hero usay aik market mein dekhta hai aur hero ki gari k sath heroin ki gari ka accident b hota hai hero apni behnon ko larki k ghar bhejta hai tu behnein kehti hain hamein us larki k baray main kuch tu pta ho tab wo kehta hai k us ki eyes ka colour green hai jab wahan jate hain tu hero ki nani aur heroin k dadi bachpan ki frnds nikalti hain aur usi din heroin ki aik aur cousin green lenses laga k ati hai jis ki shadi hero k dost k sath hone wali hoti hai hero k ghar walay usay hi heroin samaj lete hain..... plz agar kisi ko is novel ka name pta hai tu bta dein - AnonymousApril 7, 2014 at 11:49 AMcan somebody plz tell me k yehReplyDelete
novel kis month aur kis year k
kiran digest mein publish hoa
tha -
- AnonymousApril 8, 2014 at 7:19 PMSalaam Imran bhai rizwana irshad ka novel dair lage ane main plz is ka link DA daily hudaReplyDelete
- AnonymousApril 9, 2014 at 3:30 AMMjhe kuch esi stories bta den pleaseeeee jime hero buht ameer aur handsome ho. bht baar request kar chuki hunReplyDelete
- AnonymousApril 9, 2014 at 8:47 AMThis comment has been removed by a blog administrator.ReplyDelete
- AnonymousApril 9, 2014 at 11:27 AMtalab e ishq by nadia amin novel ka link bta daen..ReplyDelete
images blurr hen n i think full story nahi ha? - AnonymousApril 10, 2014 at 2:47 AMmujay aik novel ka name search kerna hai jis main hero ka naam hammad nd heroion ka name atika hota hai yah shua khawteen yah kiran ma say kisi aik ma publish howa tha simple se story thi jis ka main theme shadi say phelay milnay kay nuqsan per thaReplyDelete
- AnonymousApril 10, 2014 at 10:46 PMKiran digest april 2014 kab upload hoga kindly bta de??ReplyDelete
- AnonymousApril 11, 2014 at 12:39 PMAsslam o alikum aik novel boht acha he anyone who read "zindagi ho tum by madiha tariq"ReplyDelete
- AnonymousApril 11, 2014 at 1:06 PMqafley loat ae hen by sundus jabeen jaise koi stories bta den.anyoneReplyDelete
- Mujhe ek novel chahiye : Novel ka naam Nayi subah tha and novel ki writer Ifat Muhani hain.ReplyDelete
Novel ki story ye hai ki: Hero ka naam tha saif. Hero ke papa dusri shadi kar lete hain n heroine hero ki sauteli maa ki bhanji hoti hai...hero heroine se bahot nafrat karta hai aur apni sauteli maa se bhi chidta hai..happy ending thi.. - AnonymousApril 12, 2014 at 11:19 AMThis comment has been removed by a blog administrator.ReplyDelete
- AnonymousApril 12, 2014 at 12:11 PMPlease upload kahin deep jale kahin dil last episode mein jab apki site se download karti houn to nighat sema ka koi agaya novel show hota hai pleaseReplyDelete
- AnonymousApril 13, 2014 at 7:50 AMBahi Your images quality is really good. Kindly ap bata saktain hain k kunsa software use kertay hain to convert images to pdf ya setup ka linkReplyDelete
-
- k jamalApril 14, 2014 at 12:03 AMMje ek novel chaye aanchal digest me pulish hua tha 2 episodes the..ReplyDelete
Story is like girl name is kiran mgr wo pak se bahr rhti wahan sb use keran kehte us ka ek frnd hta ha christian jb wo apne religion ki taraf ata ha or unki ek frnd ko christian bna lta ha to use apni islam se duri ki galti ka ehsas hta ha wo apne religion ko follow krne lgti ha apne parents se b krwati ha ek dn clax me iscarf pehn kr jati to sir use nkal dte phr wo islamic center se prhai krti..un k neighbor me ek larka ata wo is se inspire hta ha ek dafa dono bat krte to kiran ka christian frnd waham ata ha or us ka mazaq urata kiran black belt hti ha wo use marti ha us ki halat khrab hojati kiran k sth jo larka hta wo khud pe ilzam lta ha or use bacha lta ha kiran pak ajati ha apni family k sath wahan is li engagmnt hti ha or wahan whi larka ata ha apna nam ahmed batata ha jb use pta chalta ha k us li engagmnt ha to jane lgta ha is me kiran ki mama or us ka cuzn use us ko rokne ko kehte wo us k pas jati ha or happy ending ha..if anyone knows about it plz tell me - AnonymousApril 14, 2014 at 10:57 AMSalamReplyDelete
Main ne kafi arse pahle akhbare jahan ke 2 novels ki req ki thi ap ko shayad had ho ap ne ab tuk woh req pori nahai ki.ab yeh meri dosri req hai mujhe aroosa novel chahye jis pe aroosa drama bana that us ki author I think zubaida khatoon hain.plz is req ko pora kur dein.thxxxx - AnonymousApril 14, 2014 at 12:13 PMHello."Kitney Bekhabar They" by "Nadia Jahangir".plz is tarah ka koi novel bta dain,if possible,thanks.ReplyDelete
- AnonymousApril 15, 2014 at 5:27 AMSalaam maisra novel khushboo ki zuban by naisha khursheed ka ha incomplete ha us novel k page missing ha plz full link DA hudaReplyDelete
-
- Please take care while uploading something as some of the papers are missing from suspense digest may 2014ReplyDelete
Best regards - AnonymousApril 18, 2014 at 9:41 PMAssalam o Alaikum Imran Bhai mughy aik request krni thi iqra sageer Ahmed ka novel baharon ky sang sang jab hum read online open krty hy tu yah novel book form may open hota hay jaisa market may available hay Lakin jab hum download krty hay to us book form may open nahi hota aap isy download link may b read online jaysa kar dy agar ya possible nahi hay to no problem ThanksReplyDelete
-
- AnonymousApril 19, 2014 at 6:41 AMAssalamo alikum....Imran bahai ...i need silsala war novelt .." Bin maali k Kaliyaan "ReplyDelete
by Rubab Bukhari...ye silsalawar novelt rida digest 2005 men ayya tha...itna yaa he iski pahli qist ...may 2005 rida digest men aayi thi ...plzzz upload karden ....thnxzz - AnonymousApril 19, 2014 at 7:55 AMAs slam o alikum both acha novel specially for girls "lagan"by bushra rehmanReplyDelete
- AnonymousApril 19, 2014 at 2:40 PMis men heroine apne parents ki ikloti aulad hoti hai..... parents rich hote hen to wo bohot proud hoti hai n ghareebon ko bura samajhti hai.... novel ka start yun hota hai k heroine ne apni nani k ghar jana hota hai n kisi problem ki waja se zindagi men pehli baar wo bus se travel kr rae hti hai... n bus apne tym k mutabik nai chalti to koe batata hai k bus driver ka koi relative mar gya hai to heroine kehti hai k YE GHAREEBON KA TO KOI NA KOI RISHTADAAR HE MARA REHTA HAI.... thn novel ka hero bus drive krta hai jo asal men us bus company k owner ka beta hota hai bt heroine ko nai pata hota... later novel men dono ki shaadi hoti hai n hero heroine se jhoot bolta hai k bus company wale mje apne bete jesa samajhte hen n us ko aik gaon men chote se ghar men le ata hai n wahin rakhta hai ghareebon ki tarha.... heroine ko end men batata hai k wo bus company k owner ka he beta hai n all goes well in da end.....ReplyDelete
- HI And SalamReplyDelete
At the outset, I would really extend my heartiest appreciation for running this blog so passionately.
I am a avid reader of Urdu Novles and through this blog you made it possible for me to catch up some long list.
I even have come across those novels which I have been searching for almost a decade and luckily found on this blog.
I love reading old novels,specially in 80-90 era. This is the time where I left off reading them and now few years a go I pick them up again. Those novels were stuck to my mind so bad that whenever I found and read them they reminded me memories back in days when I was young.
They are just quite a few, mostly I found in your blog, but I am still looking for few, Only Two.
First; Two sisters from foregin countries came to pakistan get married, Rabika and sabika. One got married with family friend and other fell in love with her cousin. But her cousin was already interested in some other girl. When this sister found out that the guy she liked could not marry because of his lack of fortune, she decided to marry him , take him to abroad and when he be well off and get his green card , she will leave him and let him get married the girl of his choice. So when they came to abroad, the guy start appreciating her and falling for her. In the end, when he got his green card she left a note explaining why did she marry him and rest. But he does not want her to leave and drove back to her but met an accident but survived. In the ending dialogues are " Tum jug jug jeo Maharaj , Hum tori nagarya mai aye"... I think thats a title of the novel as well, but not sure.
Please Please do look for this novel. Thank you in Advance. - AnonymousApril 20, 2014 at 1:52 PMplz help me find ths story...ReplyDelete
is men heroine apne parents ki ikloti aulad hoti hai..... parents rich hote hen to wo bohot proud hoti hai n ghareebon ko bura samajhti hai.... novel ka start yun hota hai k heroine ne apni nani k ghar jana hota hai n kisi problem ki waja se zindagi men pehli baar wo bus se travel kr rae hti hai... n bus apne tym k mutabik nai chalti to koe batata hai k bus driver ka koi relative mar gya hai to heroine kehti hai k YE GHAREEBON KA TO KOI NA KOI RISHTADAAR HE MARA REHTA HAI.... thn novel ka hero bus drive krta hai jo asal men us bus company k owner ka beta hota hai bt heroine ko nai pata hota... later novel men dono ki shaadi hoti hai n hero heroine se jhoot bolta hai k bus company wale mje apne bete jesa samajhte hen n us ko aik gaon men chote se ghar men le ata hai n wahin rakhta hai ghareebon ki tarha.... heroine ko end men batata hai k wo bus company k owner ka he beta hai n all goes well in da end.. - AnonymousApril 21, 2014 at 6:35 AMPlzzzzzzzzzzz respond...mjhe kuch ese novel k name bta den jis mein hero buht ameer aur handsome ho.ReplyDelete
-
-
- AsslamualaikumReplyDelete
Ye novel 2002 -2003 mn tha hero ke bhen se heroin ke bhai ki shadi hoti hn aur inhi ke sath hero heroin ki shadi hoti hn lekin shadi se phele hero heroin ke pass jata shadi ki liye haan mt kaho bolne heroin aisa kahene se mana kardeti hn aur shadi hojati lykin heroin badguman hojati happy ending hoti hn usmen heroin koi ek dilouge uska takya kalam hota hn - AnonymousApril 24, 2014 at 2:06 AMAssalam Imran Bhai and Maisra meri do request hai novels kafi old hai lekin agar aap upload karde to I will be very thankful 1. Alampanah by Rafia Amin and 2. Ek tarz-e-taghaful by Musharaf Tamiz.ReplyDelete
-
- AnonymousApril 25, 2014 at 9:04 PMplease upload novel khishoon ka jazeera man by rukh chudhry publish in rida digest 2006ReplyDelete
-
- AnonymousApril 26, 2014 at 12:59 AMSalaam famous Urdu novel fan's club open nhi horaha ha hudaReplyDelete
- Mujhe ek novel chahiye novel silsilewar tha.Novel ki writer masroor jahan thi.Novel ka naam Nayi Umangein hai.Ye novel pakiza aanchal 1991 ke shumareh mein aata tha.Heroine hero ke office mein kaam karti hai aur hero aur heroine ek dusre ko pasand krte hain par ek dusre ko shayad nahin batate.Kuch arse baad unki shaadi ho jaati hai.Plz find this novel fast.ReplyDelete
- AnonymousApril 27, 2014 at 12:11 AMsorry ye novel 1989 ke pakiza aanchal ke shumareh mein publish hua tha-Zeba Ali.ReplyDelete
- AnonymousApril 27, 2014 at 12:49 AMAssalam o alikum Any body tell me quickly how make research proposal or any website where available topic is related to education. PlZ quicklyReplyDelete
- AnonymousApril 27, 2014 at 6:57 AMAssalam o alaikum. plz novel ANDLEEB by salma kanwal post ker dein.ReplyDelete
- AnonymousApril 27, 2014 at 7:39 PMPlease post khawateen digest May 1992.ab app ko bar bar request krni parti hai.jawab phr b nai ata.ReplyDelete
- AnonymousApril 28, 2014 at 6:16 AMAOA please mujhe ek novel chahiye asusuall mujhe bhi iski writer digest ya year kuch yaad nahi bus story pata hai maine years before padhi thi ladki ke parents ki death unki frst anvsry ke din hoti hai jab woh use apni tayi ke yahan per rakh ker party mein jaate hain tayi usse bahoot bura behave kerti hai aur saara kaaaam kervati hai tayi ka beta hota hai ju disabled hota hai jska name asfandiyaar hota uski shaadi taayi ladki se karvadeti hai prprty ke liye please check this yeh story kaafi purani hi paakeeza aanchal ya mashriqi aanchal mein aayi hai okReplyDelete
- AnonymousApril 28, 2014 at 11:39 AMImran bhai salaam main do request ke ha par fulfill nhi Hui par aap ne dekhe bi nhi ha plz check kare k famous Urdu novel fans club open kyn nhi ho raha ha plz hudaReplyDelete
- AnonymousApril 30, 2014 at 1:24 AMaoa...........kindly upload mata e jaan hy tu by farhat ishtiaqReplyDelete
- AnonymousMay 2, 2014 at 12:44 AMHi can you upload silsilewar novel "sahilon ki udasi by zarnain aarzo" it was published in hina digest october 2003.ReplyDelete
-
- Pl meri request puri karen mene phale bhi ki thi sohel khan ka novel jisme heroin doctor thi and hero teen bhai hero ke father bete aur biwi se badguman hote hnReplyDelete
-
-
- AnonymousMay 3, 2014 at 3:59 PMmeri aankhon mein khwaab sajado by nighat abdulla please upload kerdein thnxReplyDelete
- AnonymousMay 4, 2014 at 10:35 PMBahroon k kay sung sung jese novels aur bta dein,ReplyDelete
Teri ulfat mein sanam, lagan, kuj meinu maran da shoq, muhabbat dil pe dastak kay elawa aur btaein - AnonymousMay 5, 2014 at 12:14 AMAssalam-o-alikum !!!!!ReplyDelete
plz meri request hai mujhe os story ka naam sahi se nahi pata shayad "chaht ke rang nirale" tha or shayad khawateen digest se tha or year shayad 1985 ya 1986 ka tha or naziya hassan ka title page tha or hero ka naam nail hassan tha or heroin ka naam sania tha or ye dono join family mai rahte hai or heroin thori saawali hoti hai hero herion ko bohat tang karta hai wo hero ki cousin hoti hai !!!!!
aghar plz kisi ko is story k writer ka naam pata hai to bata de ? and admin plz aap ye novel find kar k upload kar den plzzzzz !!!!! - AnonymousMay 5, 2014 at 7:01 AMbheegi palkon par author iqra sagheer ahmed ka episode 34 kb tk update ho ga jldi update kr dn plzzzzzzzzzzzzReplyDelete
-
-
- AnonymousMay 6, 2014 at 9:52 AMAOA 3 or 4 years back novel hay bahar country may bigra Pakistani larka hota hay Heroin ungraz nun larke hote hay larka usay bar bar charta hay end may wo muslim ho jate hay Pakistan a jate hay happy end hota hay riplay soon ANNIEReplyDelete
- AnonymousMay 6, 2014 at 12:19 PMI need to know name of novel jis mn hero heroine k ghar ata ha jahan heroine ki apni family say kuch problems hoti hain. us ki sisters us say bat nahi kiya karti. Heroine aksar 1 masjid mn jaya karti hai n hamesha uddas rehti hai. Hero heroine ko 1 bar barish mn road p 1 tree k pass rotay huay daikhta ha jis mn heroine br br kisi larkay k name (ADI) lay rahi hoti hai. hero heroine ko propose karta ha but wo refuse kr deti hai jis p hero us say poochta h k wo ussi Adi ki waja say mana kar rahi ha n Adii k baray mn buri batein kehta ha jis p heroine ussay thappar marti ha hero heroine say badla lenay ka plan bna leta ha. story was might be based on adoption. yeh novel November 2003 ya 2004 mn publish hua tha digest ka name yad nahi 2 episodes thein. plzzz can u find the nameReplyDelete
- AnonymousMay 8, 2014 at 2:50 AMi want a story.usme heroine ki maa marne se pehle usay apne czn k hawaly kr jati hae.heoine usay pasand krne lagti hae bt wu usay ignore krta hae bt jb log un k aik sath rehne pe aitraaz krte hae tou wu shadi kr leta hae.unka aik beta bi hota hae pur wu end me mar jata haeReplyDelete
-
- AnonymousMay 9, 2014 at 7:03 AMsalma younus ka novel "Chor Darwazay"Published in monthly digest "Dosheeza" in march 2012 plzzzzzzzzzz post kr dynReplyDelete
-
- AnonymousMay 13, 2014 at 11:22 AMaoa Ali bhai & maisra g,main ap sy sal k bad bat kr rhe hon umeed hy ap khairiyat sy hon gy .bhai kia ap ko novel qurbo guraiz k darmian mila?shua digest me i think october ,november 1998 me publish hoa tha.ReplyDelete
- AnonymousMay 21, 2014 at 2:54 AMshabe zindagi rukhsana adnan ka novel ha plxx bta dy kha mily ga nd hum tv par darama b chal rha ha mujhy wohi novel chaye jis par darama baced haReplyDelete
- AnonymousMay 24, 2014 at 2:24 PMaik novel hy mehendi lagy mery hath ye novel 1978 ya 1980 k pakeeza dijest mai tha kia ap wo novel upload kr sakty hn ya phr us novel k writer ka naam bta sakty hn ye novel in years k saalgirah num mai tha plzz replyReplyDelete
- AnonymousMay 28, 2014 at 9:29 PMKya aap pakeeza anchal k 1990-2000 k beech k edition share kar saktay hein plz?ReplyDelete
- AnonymousMay 28, 2014 at 9:36 PMMein ne kafi pehle ik novel ki ik do qist parhi thi, jis mey ik zara nami larki hoti yai iise ghalti se kidnap hojati hai, uski stepmother hoti hai, aur woh waps ghar nahi jati, hostel may rehne lagti hai. Ksi ko naam pta hai is novel ka!ReplyDelete
- AnonymousJuly 4, 2014 at 4:38 PMhero name was mustafa n heroine name was kiranReplyDelete
heroine hero k dad k frend ki beti jiska nikah hero se zabardasti jr dia jata hai .
n wo hero k ghar k nazdeek hi rrhti hai sb ghr walay usay like krtay except hero
published in hina - AnonymousSeptember 24, 2014 at 8:24 AMaoa, mujhay army k kuch romantic and funny novels k link shre kr dain plz jinka end b happy happy hoReplyDelete
- AnonymousSeptember 24, 2014 at 8:29 AMhae................. mujay jageerdrana nizaam k kuch romantic novels k link day dain plz jo kuch old hon keun k new almost perhay hue hain plz.....ReplyDelete
- AnonymousJanuary 15, 2015 at 10:35 AMhi main kafi arsay se aik novel talash kar rahi hunReplyDelete
jis main hero ka nam saib n heroin ka raniya hay
hero k cozen ka nam jameel bhai hota hy or wo us k liye larki dekhny jatay hain heroin us ko train main milti hay
plz agar mil jaye to meharbani ho gi
Monday, March 2, 2015
Req for novels Page 5
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
AoA aik novel chahiye do frndz hoti hain upnyliye rent pr ghr dkh rhi hoti hain to aik ghani Sahab k ghr chli jati hain. Wahan hero jis ka nam aon hota hai aaur moon us ka bhanja hota ha wo rhty hain in ki adat bht mazaq krny ki hoti ha is liye heroine kafi dislike bhi krti ha pr end me she understands aur in ki shadi bhi ho jati ha . heroine ki frnd ka naam ghazal hota ha. Is ka nam bta dein plz mil nhi rha mjhy .
ReplyDeleteI'll be grateful .
This comment has been removed by the author.
Deleteis novel ka name h''YEH DILON KAY RISHTAY'' By Maryam Aziz
Delete.
ReplyDeleteAik story thi jis mapin larka apni employee jo k heroin hoti us sy shadi krta h sirf aoni dadi k zid k waja sy ud n bahir aik shadi k hoti h thrn un k aik beta bhi hota hy aur end pu woh wapis pakistan a jata h
ReplyDeleteBety k name shaid musa hota h
Delete2 alag alag shaadi ki hui hoti hai hero ne??? I mean heroine se alag or bahar alag??
Deleteek novel hai jis mein heroine ko actually journalist banna hota hai but uska jo shayad boss hota hai woh usse ek condition deta hai k agar woh ek model agency ya koi company hoti hai waha as a model jaaegi toh usse journalist ki job milegi or heroine waha jaati hai or waha ka boss shayad hero hota hai usse hamesha uski fight hoti hai waha but baad mein they started love each other nd heroine shayad woh modeling contest bhi jeet jaati hai ye main kab ss dhund rahi hu nahi mil raha plz mujhe bataye k konsi hai ye novels
ReplyDelete